Song Title: | Damru Bajaya |
Singer: | Hansraj Raghuwanshi |
Music: | Adamya Sharma |
Director: | Adamya Sharma |
Label: | Hansraj Raghuwanshi |
English Lyrics
Main himachal ki beti
Mera bhola basey kasha
Saari umar teri save karungi
Saari umar teri save karungi
Bankar teri daasi
Shambhu….
Shiv shiv shiv shambhu
Shiv shiv shiv shambhu
Aisa damru bajaya bholenath ne
Saara kailash parvat magan ho gaya
Aisa damru bajaya bholenath ne
Saara kailash parvat magan ho gaya
Saara kailash parvat magan ho gaya
Saara kailash parvat magan ho gaya
Saara kailash parvat magan ho gaya
Saara kailash parvat magan ho gaya
Aisa damru bajaya bholenath ne
Saara kailash parvat magan ho gaya
Damru ko sunkar ji kanhaji ji aaye
Kenha ji aaye sang radha bhi aaye
Damru ko sunkar ji kanhaji ji aaye
Kenha ji aaye sang radha bhi aaye
Wahan sakhiyon ka mann bhi magan ho gaya
Saara kailash parvat magan ho gaya
Aisa damru bajaya bholenath ne
Saara kailash parvat magan ho gaya
Damru ko sunkar ji ganapat chalein hai
Damru ko sunkar ji ganapat chalein
Ganapat chalein sang kartik chale
Ganapat chalein sang kartik chale
Maa ambey ka mann bhi magan ho gaya
Saara kailash parvat magan ho gaya
Damru ko sunkar ji rama ji aaye
Damru ko sunkar ji rama ji aaye
Rama ji aaye sang lakshman ji aaye
Maiya sita ka mann bhi magan ho gaya
Aisa damru bajaya bholenath ne
Aisa damru bajaya bholenath ne
Saara kailash parvat magan ho gaya
Shambhu!!
Damru ko sunkar ji brahma chale
Yahaan brahma chalein wahaan
Vishnu chalein…
Damru ko sunkar ji brahma chale
Yahaan brahma chalein wahaan
Vishnu chalein…
Maiya lakdhmi ka mann bhi magan ho gaya
Saara kailash parvat magan ho gaya
Aisa damru bajaya bholenath ne
Saara kailash parvat magan ho gaya
Damru ko sunkar ji ganga chalein
Ganga chalein wahan Yamuna chalein
Damru ko sunkar ji ganga chalein
Ganga chalein wahan Yamuna chalein
Ma saryu ka mann bhi magan ho gaya
Aisa damru bajaya bholenath
Damru ko chalkar ji sooraj chalein
Sooraj chalein wahan chanda chalein
Damru ko chalkar ji sooraj chalein
Sooraj chalein wahan chanda chalein
Saare taaron ka mann bhi magan ho gaya
Aisa damru bajaya bholenath ne
Aisa damru bajaya bholenath ne
Saara kailash parvat magan ho gaya
Shambhu!! Shambhu!!